- Продолжительность:
- 04:37
- Формат:
- mp3
- Размер:
- 4,24 МБ
- Качество:
- 128 кбит/с
На этой странице Вы можете скачать песню �� Удит Нараян & Алка Ягник — Ты не одинок Koi... Mil Gaya 2003 Jadoo Jadoo в формате mp3 или слушать её онлайн совершенно бесплатно. Наслаждайтесь лучшими треками, альбомами и новинками в исполнении �� Удит Нараян & Алка Ягник без ограничений.
Текст песни "�� Удит Нараян & Алка Ягник — Ты не одинок Koi... Mil Gaya 2003 Jadoo Jadoo"
Jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
Jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
Aaj dharti se gagan kaa
Aaj dharti se gagan kaa
Phoolon se chaman kaa, ghataaon se pavan kaa, ho rahaa milan
Jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
Jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
Aaj dharti se gagan kaa
Aaj dharti se gagan kaa
Phoolon se chaman kaa, ghataaon se pavan kaa, ho rahaa milan
Jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
Yeh kaisaa hai tamaashaa, nayee pyaar ki hai bhaashaa
Ab koi nahin hai niraashaa
Yeh kaisaa hai tamaashaa, nayeepyaar ki hai bhaashaa
Ab koi nahin hai niraashaa
Chup hain ham bhi, chup ho tum bhi
Hote hain saval baaten phir bhi
Arrey kaisaa re huaa ye ajoobaa
Jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
Jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
Jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
Tumhen aankhon mein basaayaa, tumhen dil mein bithaayaa
Tumse na lenge kiraayaa
Tumhen aankhon mein basaayaa, tumhen dil mein bithaayaa
Koi tumse na lenge kiraayaa
Tum jo hamse milne aaye
Hamne sapne naye sajaaye
Ab kar lo nibhaane kaa vaadaa
Jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
Aaj dharti se gagan kaa
Aaj dharti se gagan kaa
Phoolon se chaman kaa, ghataaon se pavan kaa, ho rahaa milan
Jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
Jaadoo, jaadoo, jaadoo, jaadoo
Jaadoo.