- Продолжительность:
- 06:16
- Формат:
- mp3
На этой странице Вы можете скачать песню �� Удит Нараян & Алка Ягник — Схватка Elaan, 2005 "Bechain Mera Dil" в формате mp3 или слушать её онлайн совершенно бесплатно. Наслаждайтесь лучшими треками, альбомами и новинками в исполнении �� Удит Нараян & Алка Ягник без ограничений.
Текст песни "�� Удит Нараян & Алка Ягник — Схватка Elaan, 2005 "Bechain Mera Dil""
Bechain meraa dil hai
Bechain meraa dil hai, behla ke chale jao
Hai tumko kasam meree,
Tum aake chale jao
Tum aake chale jao
Bechain meraa dil hai, behla ke chale jao
Hai tumko kasam meree,
Tum aake chale jao
Tum aake chale jao
Chahat kee raho me aake, anjane sapne sajake
Baithee hu najre bichhake,
Tum ho kaha
Chahat kee raho me aake, anjane sapne sajake
Baithee hu najre bichhake,
Tum ho kaha
Jo tumne aawaj dee, mai sanam aa gaya, janeman, janeja
Behke hain mere arman, inko jara samjhao
Najdik mere aake,
Sanse meree mehkao
Sanse meree mehkao
Bechain meraa dil hai, behla ke chale jao
Hai tumko kasam meree,
Tum aa ke chale jao
Tum aa ke chale jao
Aatee jab yade tumharee, detee hain ek bekararee
Bhul jatee duniya saree,
Mai kya karu
Aatee jab yade tumharee, detee hain ek bekararee
Bhul jatee duniya saree,
Mai kya karu
Yeh pyar ka hai asar meree janejigar, tum toh ho bekhabbar
Inn shabnamee hontho se, shabnam jara barsao
Mehbub kee chahat ko,
Abb aur na tadsao
Abb aur na tadsao
Bechain meraa dil hai, behala ke chale jao
Hai tumko kasam meree,
Tum aake chale jao
Tum aake chale jao.