- Продолжительность:
- 05:22
- Формат:
- mp3
На этой странице Вы можете скачать песню Sonu Nigam & Shreya Ghoshal — teri bahon mein в формате mp3 или слушать её онлайн совершенно бесплатно. Наслаждайтесь лучшими треками, альбомами и новинками в исполнении Sonu Nigam & Shreya Ghoshal без ограничений.
Текст песни "Sonu Nigam & Shreya Ghoshal — teri bahon mein"
Teri Bahon Mein Hum Jeete Marte Rahe
Yuhi Hum Tumse Pyaar Karte Rahe
Teri Bahon Mein Hum Jeete Marte Rahe
Yuhi Hum Tumse Pyaar Karte Rahe
Hum Ne Dekhe Nahi Aisi Deeangee
Kam Na Hogi Kabhi Ab To Dil Ki Lagi
Jism Se Ruh Mein Hum Utar Te Rahe
Yuhi Hum Tumse Pyaar Karte Rahe
Aaj Karo Tum Humse Bas Chahat Ki Baatein
Kat Ne Se Kati Nahi Ab To Tanha Raatein
Khwab Bana Ke Tumko Aankehn Mein Rakhlenge
Bekarariyan Keh Rahi Hai Hum Chain Tumko Denge
Aake Aagosh Mein Hum Sawar Te Rahe
Jism Se Ruh Mein Hum Utar Te Rahe
Teri Bahon Mein Hum Jeete Marte Rahe
Yuhi Hum Tumse Pyaar Karte Rahe
Hum Ne Dekhe Nahi Aisi Deeangee
Kam Na Hogi Kabhi Ab To Dil Ki Lagi
Jism Se Ruh Mein Hum Utar Te Rahe
Yuhi Hum Tumse Pyaar Karte Rahe
Yuh Agar Dekhoge Deewana Kardoge
Ishq Mein Hum Yaar Tum To Mastana Kardoge
Baat Meri Tum Maano Deewanapaan Chodo
Naa Karo Humein Bekarar Kasmo Ko Na Todo
Khushboo Ki Tarha Hum Bikhar Te Rahe
Jism Se Ruh Mein Hum Utar Te Rahe
Teri Bahon Mein Hum Jeete Marte Rahe
Yuhi Hum Tumse Pyaar Karte Rahe
Hum Ne Dekhe Nahi Aisi Deeangee
Kam Na Hogi Kabhi Ab To Dil Ki Lagi
Jism Se Ruh Mein Hum Utar Te Rahe
Yuhi Hum Tumse Pyaar Karte Rahe