- Продолжительность:
- 03:20
- Формат:
- mp3
- Размер:
- 3,06 МБ
- Качество:
- 128 kbit/sec
На этой странице Вы можете скачать песню Lata Mangeshkar — Yeh Samaa Samaa Hai в формате mp3 или слушать её онлайн совершенно бесплатно. Наслаждайтесь лучшими треками, альбомами и новинками в исполнении Lata Mangeshkar без ограничений.
Текст песни "Lata Mangeshkar — Yeh Samaa Samaa Hai"
Yeh sama sama hain yeh pyar kaa, kisee ke intajar kaa
Dil na chura le kahee meraa, mausam bahar kaa
Yeh sama sama hain yeh pyar kaa, kisee ke intajar kaa
Dil na chura le kahee meraa, mausam bahar kaa
Basane lage aakhon me kuchh aise sapne
Basane lage aakhon me kuchh aise sapne
Koyee bulaye jaise nainon se apane
Nainon se apane
Yeh sama sama hain didar kaa, kisike intjar kaa
Dil na chura le kahee meraa, mausam bahar kaa
Mil ke khayalo me hee apane balam se
Mil ke khayalo me hee apane balam se
Nind gawayee apanee maine kasam se
Maine kasam se
Yeh sama sama hain khumar kaa, kisike intajar ka
Dil na chura le kahee meraa, mausam bahar kaa
Me to hu sapno ke raja ki rani
Me to hu sapno ke raja ki rani
Sach ho na jaae ye jothi kahaani
Jothi kahaani
Yeh sama sama hain iqaraar ka, kisike intajar ka
Dil na chura le kahee meraa, mausam bahar kaa
Yeh sama sama hain yeh pyar kaa, hmm hmmm
Hmm hmmm hmm hmmm hmm hmmm hmm hmmm.